Agar mai pakistan ka sadar hota...

Day 1,723, 13:14 Published in Pakistan China by AhmadMukhtar1

Agar mai pakistan ka sadar hota to pehlay balochistan mai humein kudrat ne jo tofay diye hai jisse hamara pakistan mahino may aik rich country bansakta hai un ko nikalta aur tawanai jaise bohran khatam karta phir economy pai khub paisy laga ke economy durust karta aur pak afghan border ke kareeb refugee camp lagwata kiyunke afghan war se pehlay hamarin country mai kalashunkoff nahi thi magar ab to rocket laucher bhi agay hai lkin saarein afghan burein nahi hotay un refugee camps se unki afghanistan se background pata karwata or illegal afghan ko purein mulk se pakar kar deport karwata or balochio ko unka haq yani gas wagaira deta.

Agar mai is waqt pakistan ka army cheif hota to isi waqt takhta ulat ta aur zarari ko aur jaeb na bharne deta...

Agar aap inmein se koi hotay to kya kartein??aur ha koi jhooti phar na mariyega!!