Pakistan ki Saqafat

Day 1,820, 08:47 Published in Pakistan USA by Arslan Sadiq

Assalamualaikum,
Me iss game me naya hu aur meri tarah roz e kafi naye log iss game ko join kartay hain magar mujhe yeh daikh kar herat huyi k yaha sab english me baat kartay hain jo k hamari quomi zuban nahi hai daftari zuban hai iss lie mene yeh akhbar shuru kia ta k Urdu me apne jese naye khelne walo ki madad kar saku.Shukriya 🙂